SONG: Armaan Tha Humein Jinka, Vo Pyar Ke Din Aaye - अरमान था हमें जिनका, वो प्यार के दिन आए

Armaan Tha Humein Jinka, Vo Pyar Ke Din Aaye - अरमान था हमें जिनका, वो प्यार के दिन आए

LYRICS:
arman tha hume jinka, vo pyar ke din aaye arman tha hume jinka, vo pyar ke din aaye rut aayi vafao ki ikrar ke din aaye rut aayi vafao ki ikrar ke din aaye ab dil me na machlega diwana koi dil ka ab dil me na machlega diwana koi dil ka khamoshi na rokegi afsana koi dil ka hotho ne girah kholi ijahar ke din aaye arman tha hume jinka vo pyar ke din aaye mukhada na chhipayenge hum chhav me baho ki mukhada na chhipayenge hum chhav me baho ki ban aayigi nu pyasi matwali nigaho ki vo sham hai ya biti didar ke din aaye arman tha hume jinka, vo pyar ke din aaye ab hogi is dil ko bahlane ki saubate ab hogi is dil ko bahlane ki saubate sau bate bighad ne ki man jane ke sau bate tanhai me sajan ke takrar ke din aaye arman tha hume jinka, vo pyar ek din aaye rut aayi vafao ki ikrar ke din aaye