SONG: Armaan Bhara Dil Baith Gaya - अरमान भरा दिल

Armaan Bhara Dil Baith Gaya - अरमान भरा दिल

LYRICS:
arman bhara dil arman bhara dil baith gaya ulfat ke sahare chut gaye ulfat ke sahare chut gaye aashaye chamakti thi jinse aashaye chamakti thi jinse wo chand sitare tut gaye wo chand sitare tut gaye arman bhara dil kahne bhi na paye hal apna kahne bhi na paye hal apna aur chut gaya unka daman aur chut gaya unka daman kismat me bichadna likha tha kismat me bichadna likha tha milne ke sahare chut gaye milne ke sahare chut gaye arman bhara dil wo ruth gaye jag ruth gaya wo ruth gaye jag ruth gaya haye takdir bhi hamse ruth gayi kis kis ko manaye hum aye dil kis kis ko manaye hum aye dil jab sare sahare tut gaye jab sare sahare tut gaye arman bhara dil