SONG: Are Zalim Na Tu Humse Khafa Hota To Kya Hota - अरे ज़ालिम ना तू हमसे खफा होता तो क्या होता

Are Zalim Na Tu Humse Khafa Hota To Kya Hota - अरे ज़ालिम ना तू हमसे खफा होता तो क्या होता

LYRICS:
are zalim na tu hamse khafa hota to kya hota are zalim na tu hamse khafa hota to kya hota gale milke hamara ho gaya hota to kya hota nazar ke jaam pee lete ghadi bhar ham bhi jee lete nazar ke jaam nazar ke jaam pee lete ghadi bhar ham bhi jee lete ham bhi jee lete jo ikarar mohabbat kar liya hota to kya hota are zalim na tu hamse khafa hota to kya hota tere kuchh bhi na kahne par tujhi pe jaan dete hain jaan dete hain agar kuchh muskurakar kah diya hota to kya hota gale milkar hamara ho gaya hota to kya hota rulakar mere ashqo ko tamasha dekhne wale rulakar mere ashqo ko tamasha dekhne wale dekhne wale ye aasu teri palko se gira hota to kya hota are zalim na tu hamse khafa hota to kya hota gale milkar hamara ho gaya hota to kya hota