SONG: Are Tu Andar Kaise Aaya Chor Darwaje Se - अरे तू अन्दर कैसे आया चोर दरवाजे से

Are Tu Andar Kaise Aaya Chor Darwaje Se - अरे तू अन्दर कैसे आया चोर दरवाजे से

LYRICS:
are tu andar kaise aaya chor darwaje se are tu andar kaise aaya chor darwaje se bahar kaise jayega chor darwaje se dil me na bas jana kisi or darwaje se tu hai meri jaa tu jayegi jaha tere piche piche chala aaunga waha achha ye baat hai ye nahi wo baat hai baith meri jaa ankhe michke yaha leti hu mai tere pyar ka imtiha kaisi jagah aa chhupi jiya ghabaraye aisa na wo wo na aaye sher aa jaye mujhe kha jaya are tu andar kaise aaya chor darwaje se bahar kaise jayega chor darwaje se dil me na bas jana kisi or darwaje se, baap re yaad rakh milte hi mauka mai phir de jaungi dokha khel na mujhse ankh micholi mai hu tej hawa ka jhoka hai tiket please you cheat are tu andar kaise aaya chor darwaje se bahar kaise jayega chor darwaje se dil me na bas jana kisi or darwaje se log jama kyu ho gaye sare dekh hua kya pritam pyare hath mujhe de sath mere chal milkar dekhenge ye najare maf karo meri maa maaf karo kaisa mera tu dilbar hai bhut hai ya jadugar hai dil hai shola aag jawani pyar hai thanda thanda pani teri meri preet purani besaram behaya saram nahi aati are tu andar kaise aaya chor darwaje se bahar kaise jayega chor darwaje se dil me na bas jana kisi or darwaje se o my god tum abhi tak gaye nahi chhod mera pichha saiya bulbul ki sun le fariyad thahar mujhe kuch aya yaad maine tujhe pasand kar kiya tha dil ke darwaje me band kar liya tha tu bahar kaise aayi chor darwaje se andar kaise jayegi chor darwaje se furr se na udd jana kisi or darwaje se furr furr