SONG: Are Sun Bhaiya Sun

Are Sun Bhaiya Sun

LYRICS:
badi dur se aaye hai payar ka taufa laye hai are sun bhaiya sun zara dil laga ke sun hum yaar hai yaaro ke nibha dege yaari yaari hai humko sari dunia se pyari apana to dil hai sada fir bhi hai atal irada hai jaan se payara vada vada kabhi na todege jeete ji hum yaaro ka sath na chodege jeete ji hum yaaro ka sath na chodege sahare sahare sahare yaaro ke paye hai payar ka taufa laye hai badi dur se aaye hai payar ka taufa laye hai