SONG: Are Re Dil Kho Gaya Dhundu Kha Aye Dilruba - अरे रे दिल खो गया ढूंढू कहाँ, ढूंढू कहाँ ऐ दिलरुबा

Are Re Dil Kho Gaya Dhundu Kha Aye Dilruba - अरे रे दिल खो गया ढूंढू कहाँ, ढूंढू कहाँ ऐ दिलरुबा

LYRICS:
are re dil kho gaya dhundu kaha, dhundu kaha ae dilruba ho gaya haye haye ye kya ho gaya dekho apni rahi kya rakha is freb me dhokha bar bar ka kyo karte ho dhong pyar ka dil kho gaya mushkil ki raat me rahta tha sath me mera dil bhola bhala dil tha kis baat pe nikala kyu hath se toba kahi kuch ghotala dam bhar mai sapno me kho gaya itne me dil par ho gaya ye to dunia ka asul hai choti si bhul vo bhul hai dil kho gaya dhundu kaha, dhundu kaha ae dilruba haye haye ye kya ho gaya gum hai din raat ka itni si baat ka mera vo dil tha tumhara mera khayal hai meri misaj pe dhar pe jhuka hai bechara mera bigada haal dekhiye bahki bahki chaal dekhiye sisa le ke sakal dekhiye mil jaye to akal dekhiye dil kho gaya dhundu kaha, dhundu kaha ae dilruba haye haye ye kya ho gaya anjani raah par khud se vo bekhabar firta tha aksar awara ale ale ale vo nadan tha jag se anjan tha jata kaha besahara sayad usko sath mil gaya chhup ke vo mumbai chal gaya mumbai vo kis liye jaye ga kon usko actor banaye ga dil kho gaya dhundu kaha, dhundu kaha ae dilruba haye haye ye kya ho gaya haye haye ye kya ho gaya dekho apni rahi kya rakha is freb me dhokha bar bar ka kyo karte ho dhong pyar ka dil kho gaya