SONG: Are Qismat Kaa Sitaaraa Chamakaa - अरे क़िस्मत का सितारा चमका

Are Qismat Kaa Sitaaraa Chamakaa - अरे क़िस्मत का सितारा चमका

LYRICS:
are kismat kaa sitaaraa chamkaa waah waah kismat kaa sitaaraa chamkaa din to the asaadh ke hume diyaa dene waale ne sab kuchh chhappar phaad ke sab kuchh chhappar phaad ke ji sab kuchh chhappar phaad ke hume diyaa dene waale ne sab kuchh chhappar phaad ke sab kuchh chhappar phaad ke ji sab kuchh chhappar phaad ke haan ro ro diwas guzaare lalwaa are ab to khaa le puri halawaa hum to aa gaye hai niche ab rupayo ke jhaad ke ab rupayo ke jhaad ke ji ab rupayo ke jhaad ke hume diyaa dene waale ne sab kuchh chhappar phaad ke sab kuchh chhappar phaad ke ji sab kuchh chhappar phaad ke haa humko kisi se kyaa darnaa hai are maar kudaali ghar bharnaa hai are paas khade hai hum to aa ke sone ke pahaad ke sone ke pahaad ke ji sone ke pahaad ke hume diyaa dene waale ne sab kuchh chhappar phaad ke sab kuchh chhappar phaad ke ji sab kuchh chhappar phaad ke