SONG: Are Pyaar Kar Le - अरे प्यार कर ले

Are Pyaar Kar Le - अरे प्यार कर ले

LYRICS:
meri marzi mera dil jisko du tujhko kya duniya wale jo bhi bole kehne do mujhko kya main khullam khulla aaj ye izhar karta hu main aadmi hu aadmi se pyar karta hu yaar bina chain kaha re pyar bina chain kaha re sona nahi chandi nahi yaar to mila are pyaar kar le yaar hume paisa nahi pyar chahiye koi man chaaha dildaar chahiye pyaar ko zamaana kamjor samjhe aashiqo ko duniya ye chor samjhe pyaar na rukega chahe war kar le aayushmaan bhavah yaar bina chain kaha re pyar bina chain kaha re sona nahi chandi nahi yaar to mila are pyar kar le yaar bina chain kaha re pyar bina chain kaha re sona nahi chandi nahi yaar to mila are pyaar kar le are pyar kar le