SONG: Are Le Lo Ji Hai Yeh Dil Ka Heera Sachha Saal Ke Din 365 - अरे ले लो जी है ये दिल का हीरा सच्चा साल के 365

Are Le Lo Ji Hai Yeh Dil Ka Heera Sachha Saal Ke Din 365 - अरे ले लो जी है ये दिल का हीरा सच्चा साल के 365

LYRICS:
are lelo ji ye lelo hai ye dil ka heera sacha are lelo ji ye lelo hai ye dil ka heera sacha na pakka hai na kachcha hai mal sabse achcha mai asli feri wala mujhko jane bacha bacha are lelo ji ye lelo hai ye dil ka heera sacha ye dil laila ko dekar majnu ne nam kamaya ye dil laila ko dekar majnu ne nam kamaya heeri ka bhola bhala dil ispe hi lalchaya ye dil ki daulat ye dil ki daulat jo thukaraye wo nadan kahlaye mai kahta hu mai kahta hu kahte the mere chacha are lelo ji ye lelo hai ye dil ha heera sacha na pakka hai na kachcha hai mal sabse acha mai asli feri wala mujhko jane bacha bacha are lelo ji ye lelo hai ye dil ka heera sacha sal ke din hai 365 dunia bahti dhara sal ke din hai 365 dunia bahti dhara lekin ye dil aisa mauka aaye na dobara pyar ki bazi pyar ki bazi ek dafa ki jo hara so hara mol tol me din bite to kha jaoge bacha are lelo ji ye lelo hai ye dil ha heera sachcha na paka hai na kachcha hai mal sabse achcha mai asli feri wala mujhko jane bachcha bachcha are lelo ji ye lelo hai ye dil ka heera sacha asman pe chhidka tha ye banke mangal tara asman pe chhidka tha ye banke mangal tara meri najar padi or maine foran roket mara aji laya hu mai munia aji laya hu mai khas apke liye ye tohfa pyara pyar me jan bhi de sakta hai hindustani bachcha are lelo ji ye lelo hai ye dil ha heera sacha na paka hai na kachcha hai maal sabse achcha mai asli feri wala mujhko jane bachcha bachcha are lelo ji ye lelo hai ye dil ka heera sachcha