SONG: Are Koi Jao Re Piya Ko Bulao Re - अरे कोई जाओं रे पिया को बुलाओं रे

Are Koi Jao Re Piya Ko Bulao Re - अरे कोई जाओं रे पिया को बुलाओं रे

LYRICS:
are koi jao re piya ko bulao re gori ki payal baje chan chan chan chan are koi jao re piya ko bulao re gori ki payal baje chan chan chan chan jaise jaise rat chadhe ankhiyo ki pyas badhe gori ki pyal baje chan chan chan chan jaise jaise rat chade ankhiyo ki pyas badhe gori ki pyal baje chan chan chan chan aaj ki raat sajan ke sath aaj ki raat sajan ke sath gupchup hongi bhed ki batiya naino me naina hatho me hath naino me naina hatho me hath rup karengi man ki muratiya rup karengi man ki muratiya are koi jao re piya ko bulao re gori ki payal baje chan chan chan chan are koi jao re piya ko bulao re gori ki payal baje chan chan chan chan pahan dega kya baho ka har pahan dega kya baho ka har kal ki kali ek phul banegi kal ki kali ek phul banegi chedenge jab wo man ka sitar chedenge jab wo man ka sitar dil ki ye dunia jhum uthegi dil ki ye dunia jhum uthegi are koi jao re piya ko bulao re gori ki payal baje chan chan chan chan are koi jao re piya ko bulao re gori ki payal baje chan chan chan chan