SONG: Are Kar Lo Balma Pyar Mausam - अरे कर लो बालमा प्यार मौसम

Are Kar Lo Balma Pyar Mausam - अरे कर लो बालमा प्यार मौसम

LYRICS:
are kar lo balma pyar mausam badhiya hai are kar lo balma pyar mausam badhiya hai haye baar baar na aaye jawani chidiya hai are baar baar na aaye jawani chidiya hai champa mehaki khili chameli jiya bana matjogi champa mahaki khili chameli jiya bana matjogi aise me mat rutho raaja ji badi badnaami hogi humri badi badnaami hogi piya ji jara haath thaam lo humaare saath ghum ghaam lo are dagabaaz ye umar badi gadbadiya hai are dagabaaz ye umar badi gadbadiya hai haye baar baar na aaye jawani chidiya hai are baar baar na aaye jawani chidiya hai patali re patali chunar pahan ke chaand ke tukade aaye patali re patali chunar pahan ke chaand ke tukade aaye prem nagar me dekho sajana chikane mukhade aaye sajana chikane mukhade aaye lachakti ye baanhe dekh lo, nashili ye nigaahe dekh lo are kholo ye kaahe man ki band kevadiya hai are kholo ye kaahe man ki band kevadiya hai haye baar baar na aaye jawani chidiya hai are baar baar na aaye jawani chidiya hai are haye are haye haye are haye haye, haye haye maine ek paheli bhuji ha ek paheli bhuji are wah wah wah are wah wah, wah wah mujhe badi dur ki sujhi wah wah wah are wah wah, wah wah mujhe badi dur ki sujhi wo kya rahegi nahi chatak matak ye rahegi nahi tadak bhadak ye ha rahegi nahi chatak matak ye rahegi nahi tadak bhadak ye ye aaj naveli naar kal ki budhiya hai ye aaj naveli naar kal ki budhiya hai ha bhudiya hai ha bhudiya hai baar baar na aaye jawani chidiya hai are baar baar na aaye jawani chidiya hai kar lo balma pyar mausam badhiya hai baar baar na aaye jawani chidiya hai are baar baar na aaye jawani chidiya hai