SONG: Are Bus Me Nazar Takrai - अरे बस में नज़र टकरायी

Are Bus Me Nazar Takrai - अरे बस में नज़र टकरायी

LYRICS:
are bas mein nazar takrayi shaam mein huyi ladayi nain nain mile teer vo chale ho gayi dil ki safayi are bas mein nazar takrayi are sazi mumbyi ki sadko par ye pariyo ka maila are sazi mumbyi ki sadko par ye pariyo ka maila kadam kadam par nazar ki takkar dilo ka thelam thela dilo ka thela haye re raam duhayi are bas mein nazar takrayi shaam mein huyi ladayi nain nain mile teer vo chale ho gayi dil ki safayi are bas mein nazar takrayi yaha hasin lutere has kar bich raah mein lute yaha hasin lutere has kar bich raah mein lute bado bado ka dil ye pyare ek nigaah mein lute ek nigaah mein lute are dur raho to bhalayi are bas mein nazar takrayi shaam mein huyi ladayi nain nain mile teer vo chale ho gayi dil ki safayi are bas mein nazar takrayi