SONG: Are Bhai Shrimaan Ji Kaho Mharban Ji - अरे भई श्रीमान जी कहो मेहरबान जी

Are Bhai Shrimaan Ji Kaho Mharban Ji - अरे भई श्रीमान जी कहो मेहरबान जी

LYRICS:
are bhai shriman ji kaho meharban ji are bhai shriman ji kaho meharban ji ho gaye hum hairan ye kaise hai insan mar jate hai karte karte jine ka saman are bhai shriman ji kadam kadam par naye tamashe log yaha dikhlate hai are meharban ji are bukhe insano ke samne kutte biscut khate hai are shriman ji ho gaye hum hairan ye kaise hai insan mar jate hai karte karte jine ka saman are bhai shrimanji tilak lagakar fire lutere kon inke pahchanega are meharban ji are aaj meri ja lutne wala gurur inhi ko manega are shriman ji ho gaye hum hairan ye kaise hai insan mar jate hai karte karte jine ka saman are bhai shrimanji are meharban ji ho gaye hum hairan ye kaise hai insan mar jate hai karte karte jine ka saman are bhai shrimanji