SONG: Are Bhago Are Daudo Are Dekho - अरे भागो अरे दौड़ो अरे देखो

Are Bhago Are Daudo Are Dekho - अरे भागो अरे दौड़ो अरे देखो

LYRICS:
are bhago are daudo are dekho ladki fisal gayi are bhago are daudo are dekho ladki fisal gayi tarkib numbar char so bees kam kar gayi pani me jawani me are aag lag gayi tarkib numbar char so bees kam kar gayi are bhago are daudo are dekho jaldi se aye dosto phone karo police ko jaldi se aye dosto phone karo police ko sewa mukt karo inki tum na mango fees ko aye gori gori pyari pyari surat badal gayi tarkib numbar char so bees kam kar gayi pani me jawani me are aag lag gayi tarkib numbar char so bees kam kar gayi itna kyu itrate ho ye kuch aisa kam nahi iska badla mai na lu to mera bhi nam nahi iska badla mai na lu to mera bhi nam nahi fir na kahna o tauba mai kya chal chal gayi tarkib numbar char so bees char so bees kam kar gayi pani me jawani me are aag lag gayi tarkib numbar char so bees kam kar gayi tum to karke dekhogi hamne to kar dala hai tum to karke dekhogi hamne to kar dala hai hath pakad mai dekhu to tu kaisa dilwala hai are bhago are daudo pinjare se bulbul bahar nikal gayi tarkib numbar char so bees kam kar gayi tarkib numbar char so bees kam kar gayi