SONG: Are Are Are Jiya Kya Ho Gaya - अरे अरे अरे अरे जिया क्या हो गया

Are Are Are Jiya Kya Ho Gaya - अरे अरे अरे अरे जिया क्या हो गया

LYRICS:
are are are are jiya kya ho gya yahi tha kho gya kya se kya ho gya haye are are are are jiya kya ho gya yahi tha kho gya kya se kya ho gya haye are are are are jiya kya ho gya uska naam nahi uska gaam nahi dil ki chor bani aisi ada uska naam nahi uska gaam nahi dil ki chor bani aisi ada jisko pyar kiya usne vaar kiya yahi dhokha ho gya haye are are are are jiya kya ho gya yahi tha kho gya kya se kya ho gya haye are are are are jiya kya ho gya jisne julm kiya chalo achha hi kiya sunta jaye magar meri sada jisne julm kiya chalo achha hi kiya sunta jaye magar meri sada tera dil bhi na kahi gum ho jaye kahi ke mera dil kho gya haye are are are are jiya kya ho gya yahi tha kho gya kya se kya ho gya haye are are are are jiya kya ho gya khadi mai bhul ke gam yahi vo pal hai sanam ke nya aake koi jadu jaga khadi mai bhul ke gam yahi vo pal hai sanam ke nya aake koi jadu jaga aaja saiyad abhi jo chahakta tha kabhi vahi bulbul so gya haye are are are are jiya kya ho gya yahi tha kho gya kya se kya ho gya haye are are are are jiya kya ho gya