SONG: Apni Ulfat Pe Zamaane Ka Na Pehra Hota, To Kitna Achha Hota - अपनी उल्फ़त पे ज़माने का न पहरा होता

Apni Ulfat Pe Zamaane Ka Na Pehra Hota, To Kitna Achha Hota - अपनी उल्फ़त पे ज़माने का न पहरा होता

LYRICS:
apni ulfat pe jamane ka na pahra hota to kitna achha hota, to kitna achha hota pyar ki raat ka koi na sawera hota to kitna achha hota, to kitna achha hota apni ulfat pe jamane ka na pahra hota to kitna achha hota, to kitna achha hota paas rahkar bhi bahut dur baht dur rahe ek bandhan me bandhe phir bhi to majbur rahe paas rahkar bhi bahut dur baht dur rahe ek bandhan me bandhe phir bhi to majbur rahe meri raho me na uljhan ka andhera hota to kitna achha hota, to kitna achha hota dil mile ankh mili pyar na milne paye baguba kahta hai do phul na khilne paye dil mile ankh mili pyar na milne paye baguba kahta hai do phul na khilne paye apni manjil ko jo kato ne na ghera hota to kitna achha hota, to kitna achha hota ajab sulagti hui lakadiya hai jag wale mile to aag ugal de kate to dhua kare ajab sulagti hui lakadiya hai jag wale mile to aag ugal de kate to dhua kare apni dunia me bhi sukh chain ka ghera hota to kitna achha hota, to kitna achha hota apni ulfat pe jamane ka na pahra hota to kitna achha hota, to kitna achha hota