SONG: Apni Nazar Se Dur Wo Unki Nazar Se - अपनी नज़र से दूर वो उनकी नज़र से दूर हम

Apni Nazar Se Dur Wo Unki Nazar Se - अपनी नज़र से दूर वो उनकी नज़र से दूर हम

LYRICS:
apni nazar se dur wo apni nazar se dur wo unki nazar se dur hum tum hi batao kya kare majbur tum majbur hum tum hi batao kya kare bujh gaya pyar ka chirag dil ka jaha ujad gaya pyar me hum to lut gaye aapka kya bigad gaya aapka kya bigad gaya isse badi saja hai kya isse badi saja hai kya tumse hai dur dur hum tumhi batao kya kare khwab me aao ek bar jakhm-e-jigar dikhaye hum tum bhale bewafa kaho lab na magar hilaye hum lab na magar hilaye hum aansu tapak ke ye kahe aansu tapak ke ye kahe majbur tum majbur hum tum hi batao kya kare sathi nahi koi mera aur koi rajda nahi aisa luta hai kafila kadmo ka bhi nishan nahi kadmo ka bhi nishan nahi itna hi yaad hai hame itna hi yaad hai hame lut gaye bekasur hum tum hi batao kya kare majbuar tum majbur hum tum hi batao kya kare