SONG: Apni Nazar Me Lun Jachtaa Nahi, Jach Gaya To Phir Bacta Nahi - अपनी नजर में लूँ जचता नहीं, जाच गया तो फिर बचता नहीं

Apni Nazar Me Lun Jachtaa Nahi, Jach Gaya To Phir Bacta Nahi - अपनी नजर में लूँ जचता नहीं, जाच गया तो फिर बचता नहीं

LYRICS:
apni nazar me koi jachta nahi jach gaya to phir bachta nahi apni nazar me koi jachta nahi jach gaya to phir bachta nahi o mai thamthi nahi aise hi har kisi mard ka hath thamu to chodu nahi zindagi me sath sara shehar meri karta hai bat kahar hu mai o mai dalti nahi ache se ache naujawano par nazar dalu nazar to bana lu dil me ghar zindagi bhar mera jaye na asar zahar hu mai apni nazar me koi jachta nahi jach gaya to phir bachta nahi apni nazar me koi jachta nahi jach gaya to phir bachta nahi o idhar aaye jo hai hasino me bahut mashur jinko ho apni jawani ka sarur chutki me unka garur kar du chur kaha hai wo ho jo katil hai dilo ka todna ho jiska kam mujhko bata do kisi aise ka naam kar dungi pal me kam tamam yaki kar lo apni nazar me koi jachta nahi jach gaya to phir bachta nahi apni nazar me koi jachta nahi jach gaya to phir bachta nal