SONG: Apni Mata Ke Dulare Bachhe - अपनी माता के दुलारा बच्चे

Apni Mata Ke Dulare Bachhe - अपनी माता के दुलारा बच्चे

LYRICS:
apni mata ke dulara bachche tujhpe kurban mai pyare bachche tere aasu mai sah nahi sakta aisa kyu hai mai kah nahi sakta tere aasu mai sah nahi sakta aisa kyu hai mai kah nahi sakta aa mere paas chup kyu baitha hai aaj se tuhi mera beta hai aa mere paas chup kyu baitha hai aaj se tuhi mera beta hai tu mujhe lag raha hai apna sa mera khoya hua ek sapna sa mere hatho me dede hath apna jindagi bhar rahega sath apna akela ro nahi birane me koi tera bhi hai jamane me ye mat samjh ki kisi se na tera nata hai ab to is desh ki mati hi teri mata hai bhul biti hui kahani ho yu na barbad kar jawani ho jindagi data ka ahsan samjh ise bhagwan ka wardan samjh tujhe jiwan yaha jina hoga har aasu yaha pina hoga apni bigdi ko tu bana bachche ek dunia nayi basa bachche apni bigdi ko tu bana bachche ek dunia nayi basa bachche apni kismat tu jaga sakta hai aag pani me laga sakta hai jindagi yu na dubao aaho me aaja ab meri khuli baho me tere jiwan me yahi hona tha tere jiwan me yahi hona tha kisiko paake tujhe khona tha jane wala to kabhi laut ke na aata hai ab to is desh ki mati hi teri mata hai jane wala to kabhi laut ke na aata hai ab to is desh ki mati hi teri mata hai ab to is desh ki mati hi teri mata hai ab to is desh ki mati hi teri mata hai