SONG: Apni Maa Ki Kismat Par Mere Bete Tu Mat Ro - अपनी माँ की किस्मत पर मेरे बेटे तू मत रो

Apni Maa Ki Kismat Par Mere Bete Tu Mat Ro - अपनी माँ की किस्मत पर मेरे बेटे तू मत रो

LYRICS:
apni maa ki kismat par mere bete tu mat ro apni maa ki kismat par mere bete tu mat ro mai to kanto me ji lungi ja tu phulo par so apni maa ki kismat par tuhi mere din ka suraj tuhi meri rat ka chanda ek din to dega tuhi mere ant samay me kandha mera dekh ke ujada jiwan tu aaj dukhi mat ho mai to kanto me jee lungi ja tu phulo par so apni maa ki kismat par hansne ke ye din hai tere rone se tera kya nata hansne ke ye din hai tere rone se tera kya nata rone ke liye to beta janni hai jagat me mata mere lal ye aansu de de apni dukhiya maa ko mai to kato me jee lungi ja tu phulo par so apni maa ki kismat par mere bete tu mat ro mai to kato me ji lungi ja tu phulo par so apni maa ki kismat par