SONG: Apni Laila Ka Jo Pyaar Nahi Payega - अपनी लैला का जो प्यार नही पायेगा

Apni Laila Ka Jo Pyaar Nahi Payega - अपनी लैला का जो प्यार नही पायेगा

LYRICS:
tobba iske haal pe taras khao isko iski laila se milao sachhi mohabbat karne walo ki shadi karao apni laila ka jo pyar nahi payega ek naya majnu jaha se chala jayenga apni laila ka jo pyar nahi payega ek naya majnu jaha se chala jayenga soche tum soche hum soche tum soche hum sahnayi ki jab bela aayi ladki ne diya dhokha ho o ladki ka peeta diwar bana milne se hume roka ya humko mitta ya humko mila pyaar bina jiya na jayega apni laila ka jo pyar nahi payega ek naya majnu jaha se chala jayenga socho tum soche hum socho tum soche hum ho tune sang mere jo liye na phere to anhoni kar jaunga ho o takra ke sar ya pee ke jahar teri chukhat pe mar jaunga ab der na kar aa jane jigar dil ne judayi sah payega apni laila ka jo pyar nahi payega ek naya majnu jaha se chala jayenga apni laila ka jo pyar nahi payega ek naya majnu jaha se chala jayenga