SONG: Apni Kamai Pyar Ki - अपनी कमाई प्यार की

Apni Kamai Pyar Ki - अपनी कमाई प्यार की

LYRICS:
apni kamai pyar ki apni kamai pyar ki na karja na hundi sidha sadha mujhko samjho ya kaho pakhadi ae bhai apni kamai pyar ki na karja na hundi sidha sadha mujhko samjho ya kaho pakhadi dus dus ke do ya do do ke das apne liye hai bas bhai bas dus dus ke do ya do do ke das apne liye hai bas bhai bas dus dus ke do note ka parcha kafi hai din bar ka kharcha dus dus ke do note ka parcha kafi hai din bar ka kharcha paas rupiya bees hai to mujhsa kaun rahees hai to mujhsa kaun rahees hai na mai kisi ki jeb katu na kahi maru dandi sidha sadha mujhko samjho ya kaho pakhadi ae bhai breakfast ka panch rupiya dus hai apne lunch ka bhaiya breakfast ka panch rupiya dus hai apne lunch ka bhaiya panch bache has khel ke bhai wo hai bus aur rail ke wo hai bus aur rail ke agle station ko chalu phir dikhla ke jhandi sidha sadha mujhko samjho ya kaho pakhadi ee bhai apni kamai pyar ki jab ye rakam chuk muk jati hai sham isi me ho jati hai jab ye rakam chuk muk jati hai sham isi me ho jati hai phir kya gam hai sham ke baad terva number hai aabad terva number hai aabad waha dinner ke sath milegi chhao bhi thandi thandi sidha sadha mujhko samjho ya kaho pakhadi sidha sadha mujhko samjho ya kaho pakhadi ae bhai