SONG: Apne Piya Ki Prem Pujarin Karke Baithi Singaar - अपने पिया की प्रेम पुजारन करके बैठी सिंगार

Apne Piya Ki Prem Pujarin Karke Baithi Singaar - अपने पिया की प्रेम पुजारन करके बैठी सिंगार

LYRICS:
apne piya ki prem pujaran karke baithi singar o aaj aaye piya more dwar o aaj aaye piya more dwar apne piya ki prem pujaran karke baithi singar o aaj aaye piya more dwar o aaj aaye piya more dwar jab jab unko samane pau apne hridaye ka phul chadhau jab jab unko samane pau apne hridaye ka phul chadhau unke charnon pe sab kuch arpan ankhiyan michon aur kho jaun apne piya ki prem pujaran karke baithi singar o aaj aaye piya more dwar o aaj aaye piya more dwar dur se dekhun lage sapna paas se dekhun lage apna dur se dekhun lage sapna paas se dekhun lage apna jaan gayi mein akhiyan bhasa sikh gaya mann khud hi dhadkana apne piya ki prem pujaran karke baithi singar o aaj aaye piya more dwar o aaj aaye piya more dwar meri unki ek kahanijanam janam ki preet purani meri unki ek kahani janam janam ki preet purani un bin mora jiwan patjhad sath rahe to duniya suhani apne piya ki prem pujaran karke baithi singar o aaj aaye piya more dwar o aaj aaye piya more dwar apne piya ki prem pujaran karke baithi singar o aaj aaye piya more dwar o aaj aaye piya more dwar