SONG: Apne Nam Ke Kareeb Mera Bhi Nam Likh Do - अपने नाम के करीब मेरा भी नाम लिख दो

Apne Nam Ke Kareeb Mera Bhi Nam Likh Do - अपने नाम के करीब मेरा भी नाम लिख दो

LYRICS:
apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ban jaye yadgar jo ban jaye yadgar jo aisa paigam likh do aisa paigam likha do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi nam likh do ab tak thi ye jindgi gam ki andheri raat me likhe huye the gam hi gam kisamt ne mere hath me aaj aesi hath me koi aaj aesi hath me koi rang bhari sham likha do apne naam ke kareeb mera bhi nam likh do mera bhi nam likh do aashik hajaro or bhi aayege is makam pe likhege apne naam vo sath hmare naam ke aaj unhi aashiko ke naam aaj unhi aasiko ke naam mera slaam likha do apne nam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ban jaye yaadgar jo ban jaye yaadgar jo aisa paigam likha do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do