SONG: Apne Liye Jiye To Kya Jiye, Tu Ji Ae Dil, Zamane Ke Liye - अपने लिये जीये तो क्या जीये, तू जी ए दिल, ज़माने के लिए

Apne Liye Jiye To Kya Jiye, Tu Ji Ae Dil, Zamane Ke Liye - अपने लिये जीये तो क्या जीये, तू जी ए दिल, ज़माने के लिए

LYRICS:
bazar se zamane ke kuch bhi na hum kharidenge bazar se zamane ke kuch bhi na hum kharidenge han bechkar khushi apni logo ke gam kharidenge bujhte diye jalane ke liye bujhte diye jalane ke liye tu ji ae dil zamane ke liye apne liye jiye to kya jiye himmat buland hai apni patthar si jaan rakhte hain himmat buland hai apni patthar si jaan rakhte hain kadmo tale zami to kya hum aasmaan rakhte hain girte huo ko uthane ke liye girte huo ko uthane ke liye tu ji e dil zamane ke liye apne liye jiye to kya jiye chal aaftaab le kar chal chal mahtaab le kar chal chal aaftaab le kar chal chal mahtaab le kar chal tu apni ek thokar me sau inqalaab lekar chal zulm o sitam mitane ke liye zulm o sitam mitane ke liye tu ji e dil zamane ke liye apne liye jiye to kya jiye apne liye jiye to kya jiye tu ji e dil zamane ke liye apne liye jiye to kya jiye