SONG: Apne Liye Jiye To Kya Jiye, Tu Ji Ae Dil - अपने लिये जिये तो क्या जिये, तू जी ऐ दिल

Apne Liye Jiye To Kya Jiye, Tu Ji Ae Dil - अपने लिये जिये तो क्या जिये, तू जी ऐ दिल

LYRICS:
khudagazr duniya me ye insaan ki pahchan hae jo paraae aag me jal jaae vo inasaan hae apne liye jiye to kya jiye apne liye jiye to kya jiye tu ji ae dil zamane ke liye apne liye jiye to kya jiye apne liye jiye to kya jiye tu ji ae dil zamane ke liye apne liye jiye to kya jiye nakamiyo se ghabra ke kyu apni aas khote ho nakamiyo se ghabra ke kyu apni aas khote ho mae humsafar tumhara hu kyo tum uddas hote ho haste raho hasane ke liye haste raho hasane ke liye tu ji ae dil zamane ke liye apne liye jiye to kya jiye apni khudi ko jo samjha usne khuda ko pahchana apni khudi ko jo samjha usne khuda ko pahchana aazaad fitrate inasaan andaaz kyo gulamana sar ye nahi jhukane ke liye sar ye nahi jhukane ke liye tu ji ae dil zamane ke liye apne liye jiye to kya jiye