SONG: Apne Liye Jiye To Jamane Me Kya Jiya - अपने लिए जिये तो ज़माने में क्या जिये

Apne Liye Jiye To Jamane Me Kya Jiya - अपने लिए जिये तो ज़माने में क्या जिये

LYRICS:
apne liye jiye tum jamane me kya jiye jina wahi hai jo ho kisi or ke liye kaun raha hai kaun rahega duniya aani jani rahta nam usi ka jisne ki hai kuch kurbani kaun raha hai kaun rahega duniya aani jani rahta nam usi ka jisne ki ho kuch kurbani mard wahi jo jurm ke aage sar na kabhi jhukaye jo auro ke dukh ki khatir apni jan lutaye bhul hatega jaise koi uski yad suhani rahta nam usi ka jisne ki ho kuch kurbani kaun raha hai kaun rahega duniya aani jani rahta nam usi ka jisne ki ho kuch kurbani sochna tune kurbani ka kya badla hai paya wahi bahut hai tu duniya me kam kisi ke aaya bacha bacha padhega ek din teri prem kahani rahta nam usi ka jisne ki ho kuch kurbani kaun raha hai kaun rahega duniya aani jani rahta nam usi ka jisne ki ho kuch kurbani