SONG: Apne Hue Paraye Kismat Ne Kya Din Dikhlaye - अपने हुए पराये किस्मत ने क्या दिन दिखलाये

Apne Hue Paraye Kismat Ne Kya Din Dikhlaye - अपने हुए पराये किस्मत ने क्या दिन दिखलाये

LYRICS:
apne apne huye paraye, kismat ne kya din dikhalaye kuch socho aur kuch ho jaye, haye re dhiraj kon bandhaye apne apne huye paraye, kismat ne kya din dikhalaye kuch socho aur kuch ho jaye, haye re dhiraj kon bandhaye apne apne huye paraye gham ki jo taqdeer na hoti, jo itni bekir na hoti dil par itna boj na hota, pairo me janjir na hoti apne apne huye paraye, kismat ne kya din dikhalaye kuch socho aur kuch ho jaye, haye re dhiraj kon bandhaye apne apne huye paraye jin raho se koi na aaye, baithe unpe naina bichaye din nadan kahe jata hai, shayad vo shayad laut aaye apne apne huye paraye kaun hai hum kyu jane koi, apna hume kyu mane koi behatar hai iss badhali me, ab na pahchane koi apne apne huye paraye, kismat ne kya din dikhalaye kuch socho aur kuch ho jaye, haye re dhiraj kon bandhaye apne apne huye paraye