SONG: Apne Hotho Per Sajana Chahata Hu - अपने होठों पर सजाना चाहता हूँ

Apne Hotho Per Sajana Chahata Hu - अपने होठों पर सजाना चाहता हूँ

LYRICS:
apne hotho par sajaana chaahta hu apne hotho par sajaana chaahta hu aa tujhe main gungunana chahta hu koi aansu tere daman par gira kar koi aansu tere daman par gira kar bund ko moti banana chaahta hu bund ko moti banana chaahta hu apne hotho par sajaana chaahta hu thak gaya main karte karte yaad tujhko thak gaya main karte karte yaad tujhko ab tujhe main yaad aana chaahta hu ab tujhe main yaad aana chaahta hu apne hotho par sajaana chaahta hu chha raha hai saari basti me andhera chha raha hai saari basti me andhera roshni ko ghar jalaana chaahta hu roshni ko ghar jalaana chaahta hu apne hotho par sajaana chaahta hu aakhiri hichki tere zaano pe aaye aakhiri hichki tere zaano pe aaye maut ko bhi shayrana chaahta hu maut ko bhi shayrana chaahta hu apne hotho par sajaana chaahta hu aa tujhe main gungunana chahta hu apne hotho par sajaana chaahta hu