SONG: Apne Hatho Ki Lakiro Me Basa Le Mujhko - अपने हाथों की लकीरों में, बसा ले मुझको

Apne Hatho Ki Lakiro Me Basa Le Mujhko - अपने हाथों की लकीरों में, बसा ले मुझको

LYRICS:
apne haatho ki lakiro me, basa le mujhko apne haatho ki lakiro me, basa le mujhko mai hu tera, to naseeb apna bana le mujhko mujhse tu puchhne aaya hai, wafa ke mani mujhse tu puchhne aaya hai, wafa ke mani ye teri saadadili, maar na dale mujhko ye teri saadadili, maar na dale mujhko khud ko mai baant na dalun, kahin daman-daman khud ko mai baant na dalun, kahin daman-daman kar diya tune agar, mere hawaale mujhko kar diya tune agar, mere hawaale mujhko waada fir waada hai, mai zehar bhi pee jau qateel waada fir waada hai, mai zehar bhi pee jau qateel shart ye hai, koi baahon me sambhale mujhko apne haatho ki lakiro me, basa le mujhko mai hu tera, to naseeb apna bana le mujhko