SONG: Apne Aanchal Ki Tarah Mujhko Hawa Dete Chalo - अपने आँचल की तरह मुझको हवा देते चलो

Apne Aanchal Ki Tarah Mujhko Hawa Dete Chalo - अपने आँचल की तरह मुझको हवा देते चलो

LYRICS:
ibtidaye ishk hai rota hai kya are aage aage dekhiye hota hai kya are apne aachal apne aachal ki tarah mujhko hawa dete chalo apne aachal ki tarah mujhko hawa dete chalo dard jo tumne diya uski dawa dete chalo apne aachal ki tarah mujhko hawa dete chalo meri shamat aayi thi kaha fas gaya meri shamat aayi thi jo aapka mehma hua meri shamat aayi thi jo aapka mehma hua mera hi saman meri maut ka saman hua are ho gayi ho gayi mujhse khata ab tum saja dete chalo ho gayi mujhse khata ab tum saja dete chalo dard jo tumne diya uski dawa dete chalo apne aachal haye haye apne aachal ki tarah mujhko hawa dete chalo puchta hai are bhai kya puchta hai puchta hai tumse har ek chhala mere paw ka puchta hai tumse har ek chhala mere paw ka ye jahnum ka hai rashta ya tumhare gaw ka ho chalu basu chal basu na chalte chalte ye dua dete chalo dard jo tumne diya uski dawa dete chalo apne aachal ki tarah mujhko hawa dete chalo