SONG: Apna Samajh Ke Ankh Milane Ka Shukriya - अपना समझ के आंख मिलाने का शुक्रिया

Apna Samajh Ke Ankh Milane Ka Shukriya - अपना समझ के आंख मिलाने का शुक्रिया

LYRICS:
haye apna samjh ke aankh milaane ka shukriya soya hua naseeb jagaane ka shukriya haye apna samjh ke aankh milaane ka shukriya soya hua naseeb jagaane ka shukriya haye apna samjh ke jin aandhiyo me chhup gaya suraj bhi chand bhi jin aandhiyo me chhup gaya suraj bhi chand bhi un aandhiyo me shamman jalaane ka shukriya haye apna samjh ke aankh milane ka shukriya soya hua naseeb jagaane ka shukriya haye apna samjh ke aankh mund kar gale me tere haar daal du aankh mund gale me tere haar daal du ujade chamen me phul khilaane ka shukriya haye apna samjh ke aankh milane ka shukriya soya hua naseeb jagaane ka shukriya haye apna samjh ke khawaabo ki tarah ab meri duniya bhi bas gayi khawaabo ki tarah ab meri duniya bhi bas gayi dil se nikal pahlu me aane ka shukriya haye apna samjh ke aankh milane ka shukriya soya hua naseeb jagaane ka shukriya haye apna samjh ke