SONG: Apna Nahi Hai Koi Apna Kise Banau - अपना नहीं है कोई हाय अपना नहीं है कोई

Apna Nahi Hai Koi Apna Kise Banau - अपना नहीं है कोई हाय अपना नहीं है कोई

LYRICS:
apna nahi hai koi haye apna nahi hai koi apna kise banau apna nahi hai koi haye apna nahi hai koi apna kise banau tu phul hai paraya kyo tujhse dil lagaya dil se lipat kar rona ujadi hui jawani ujadi hui jawani dil se lipat kar rona ujadi hui jawani ujadi hui jawani jab gum bhari kahani jab gum bhari kahani taro ko main sunau taro ko main sunau apna nahi hai koi haye apna nahi hai koi apna kise banau tu phul hai paraya kya tujhse dil lagaya majbur ho gayi hu dil manta nahi hai dil manta nahi hai majbur ho gayi hu dil manta nahi hai dil manta nahi hai ho yaad aane wale kaise tujhe bulau kaise tujhe bulau jab gum bhari kahani jab gum bhari kahani taro ko mai sunau taro ko mai sunau apna nahi hai koi haye apna nahi hai koi apna kise banau tu phul hai paraya kyo tujhse dil lagaya