SONG: Apna Jinhe Banaya Thukra Ke Wo Sidhare - अपना जिन्हें बनाया

Apna Jinhe Banaya Thukra Ke Wo Sidhare - अपना जिन्हें बनाया

LYRICS:
apna jinhe banaya thukra ke wo sidhare thukra ke wo sidhare thukra ke wo sidhare tute na is tarah se dushman ke bhi sahare dushman ke bhi sahare dushman ke bhi sahare dil ki har ek dhadkan fariyaad ho gayi hai aabad thi jo duniya barbad ho gayi hai dar dar bhatak rahe hai hum ranj-o-ghum ke maare hum ranj-o-ghum ke maare hum ranj-o-ghum ke maare aankhe kaha se laye ye dekhne ko haye koi kisi ko khoye koi kisi ko paye hans kar koi gujare ro kar koi gujare ro kar koi gujare ro kar koi gujare bigde na yu mukaddar badle na yu zamana apne liye kafat hai apna hi aashiyana hai aaj wo paraye kal tak jo the humare kal tak jo the humare kal tak jo the humare