SONG: Apana Daaman Dekhkar Ghabara Gaye - अपना दमन देखकर घबरा गये

Apana Daaman Dekhkar Ghabara Gaye - अपना दमन देखकर घबरा गये

LYRICS:
apna daaman dekh kar ghabara gaye apna daaman dekh kar ghabara gaye khun ke chhinte kaha tak aa gaye apna daaman dekh kar ghabara gaye har kadam par saath hai rusawaiya ruswaiya har kadam par saath hai rusawaiya ruswaiya hum to apne aapse sharma gaye khun ke chhinte kaha tak aa gaye apna daaman dekh kar ghabara gaye hum chale the unke aansu pochhane pochhane
hum chale the unke aansu pochhane pochhane apni aanko mein bhi aansu aa gaye khun ke chhinte kaha tak aa gaye apna daaman dekh kar ghabara gaye bhul hi apni si thi katil the hum katil the hum bhul hi apni si thi katil the hum katil the hum devta samajh ke dhokha kha gaye apna daaman dekh kar ghabara gaye khun ke chhinte kaha tak aa gaye apna daaman dekh kar ghabara gaye