SONG: Apana Banake Phir Kyu Bhulaya - अपना बना के फिर क्यूँ भुलाया

Apana Banake Phir Kyu Bhulaya - अपना बना के फिर क्यूँ भुलाया

LYRICS:
apna bana ke phir kyu bhulaya apna bana ke phir kyu bhulaya dil mera nasad hai, haye dil mera nasad hai aa mere sanam ho aana bhi chahu kaise aau aana bhi chahu kaise aau pahre pe saiyaad hai, haye pahre pe saiyaad hai tera hu, teri kasam aa mere sanam tera hu, teri kasam o apna bana ke haye, aana bhi chahu dil me humare dard jawa hai, jawa hai itna bata de ab tu kahan hai, kahan hai meri juba par tera baya hai dil bhi wahi hai ab tu jaha hai, jaha hai kahan hai aa, mere sanam aa tera hu, teri kasam tu apna bana ke haye, aana bhi chahu madhosh vade chahat ki rasme rasme tune wafa ko khayi tho kasme kasme dekho kahi bewafa na samjhna kismat ke mare ko apna samjhna. samjhna chala aa mere sanam aa tera hu, teri kasam tu apna bana ke