SONG: Anyayi Sansar Jhuthe Hai Sab Rishte Nate - अन्यायी संसार अन्यायी संसार अन्यायी संसार

Anyayi Sansar Jhuthe Hai Sab Rishte Nate - अन्यायी संसार अन्यायी संसार अन्यायी संसार

LYRICS:
anyayi sansar anyayi sansar anyayi sansar anyayi sansar jhuthe hai sab riste nate jhuthe hai sab riste nate jhutha sab ka pyar anyayi sansar anyayi sansar dhan maaya se kar ke sagayi kaisi maa aur kaisa bhai haye kaha jaye kaha jaye kaha fando se bach kar nayi naweli nar anyayi sansar anyayi sansar apne sukh par auro ko sukh ko bhet chadhne wale bhet chadhne wale laj dharm ka kare hai sauda baith ke bich bajar baith ke bich bajar kya moti bajar anyayi sansar anyayi sansar jhuthe prem mein sab ke dekhe bedardi khudgarji bedardi khudgarji jaye fansi jaan kise bhi haa ruth ke sagar par ruth ke sagar par daya ke palan har anyayi sansar anyayi sansar anyayi sansar anyayi sansar