SONG: Anokha Jadugar Bhagwan (Part-1) - जादूगर भगवान अनोखा जादूगर भगवान

Anokha Jadugar Bhagwan (Part-1) - जादूगर भगवान अनोखा जादूगर भगवान

LYRICS:
jadugar bhagwan anokha jadugar bhagwan anokha jadugar bhagwan phul banaye taare banaye, bana diye insan haskar usne bana diye hai haskar usne bana diye hai, khushiyo ke saman anokha anokha jadugar bhagwan subah banai shaam banayi subah banai shaam banayi or banayi rat garmi sardi yahi banata barsata barsat barsata barsat yahi hasaye yahi rulaye yahi hasaye yahi rulaye uska har dam sath sach ki vina baja rahi hai sach ki vina baja rahi hai uski mithi taan anokha anokha jadugar bhagwan teri god me rahe khelta mera kutil kabila ye hasti aankho ka daman, kabhi na karna dhila kal kya hoga koi na jane koi na jane kal kya hoga koi na jane tu jane sab leela ghuma raha dharti ka gola ghuma raha ghuma raha dharti ka gola ghum rahe nadan anokha anokha jadugar bhagwan tune maa ki mamta banai tune maa ki mamta banai aur pita ka pyar tune dil me jod diye hai pyar preet ke taar pyar preet ke taar in taaro me piro diya hai in taaro me piro diya hai bhai bahan ka pyar isi taar par khada hua hai isi taar par khada hua hai maalik tera jahan anokha anokha jadugar bhagwan bhule bhatke insano ko, malik raah dikhata insano ke bich me rahkar, chalana wahi sikhata he bhagwan kabhi ye balak kabhi ye balak he bhagwan kabhi ye balak bhul na jaye nadan bhole balak har shole se bhole balak har shole se bane rahe nadan anokha anokha jadugar bhagwan