SONG: Annadata O Annadata - अन्नदाता ओ अन्नदाता

Annadata O Annadata - अन्नदाता ओ अन्नदाता

LYRICS:
anndata anndata anndata anndata anndata anndata anndata ho anndata anndata ho anndata unche parvart ban ka pani unche parvart ban ka pani ghar ghar ki yahi chhidi kahani ghar ghar ki yahi chhidi kahani dubta suraj ugta chanda dubta suraj ugta chanda tere gun hai gata anndata ho anndata anndata ho anndata jivan ke anmol khajane jivan ke anmol khajane door bataye khet suhane khet suhane khet suhane dhanwano ka lobhi man kyu dhanwano ka lobhi man kyu inme lobh ugata lobh ugata anndata ho anndata anndata ho anndata lakh pade jivan ka tufa mar na sakega fir bhi insa kashti apni paar karega kashti apni paar karega anndata ho anndata anndata ho anndata anndata anndata anndata