SONG: Ankhon Me Kajal Bhara - आँखों में काजल भरा

Ankhon Me Kajal Bhara - आँखों में काजल भरा

LYRICS:
aankho me kajal bhara hotho par hai paan aaj ye kis ke katal ka hota hai saman ho ye tirchi najar ho ye tirchi najar aur tikhi ada hotho ki sazawat kya kahna hotho ki sazawat kya kahna hotho ki sazawat kya kahna hotho ki sazawat kya kahna aji hotho ki sazawat kya kahna gaalo ki chamak aankho ki damek julfo ki banaawat kya kahna julfo ki banaawat kya kahna julfo ki banaawat kya kahna ji julfo ki banaawat kya kahna nashili aankh ka jadoo hai wo bole jo sar chadh ke kaleje par kisi ke hath daalegi to badh badh ke ho aankho me haya ho aankho me haya uspe ye mja masti ki milawat kya kahna masti ki milawat kya kahna masti ki milawat kya kahna masti ki milawat kya kahna masti ki milawat kya kahna kisi ka hath is andaaz se dekho wo ji lenge samjhte hai khilona dil ko kahte hai yahi lenge madmaati najar madmaati najar balkhati kamar is dil ko khichawat kya kahna hotho ki sazawat kya kahna hotho ki sazawat kya kahna hotho ki sazawat kya kahna hotho ki sazawat kya kahna ji hotho ki sazawat kya kahna