SONG: Ankhon Ki Talashi De De, Mere Dil Ki Ho Gayi Chori - आँखों की तालाशी दे दे मेरे दिल की हो गयी चोरी

Ankhon Ki Talashi De De, Mere Dil Ki Ho Gayi Chori - आँखों की तालाशी दे दे मेरे दिल की हो गयी चोरी

LYRICS:
aanhko ki talasahi de de mere dil ki ho gayi chori aanhko ki talasahi de de mere dil ki ho gayi chori chori chori mere dil ki ho gayi ho gayi re haye chori aanhko ki talasahi de de mere dil ki ho gayi chori kali kali julfo se mujhe pahle hi tha khatka jab julf teri lahrayi mere dil ko laga ek jhatka dhadkan to suno mere dil ki dil julfo me hai atka julfo ki talashi dede mere dil ki ho gayi chori julfo ki talashi dede mere dil ki ho gayi chori chori chori mere dil ki ho gayi ho gayi re haye chori aanhko ki talasahi de de mere dil ki ho gayi chori rang jo hai tere hotho ka us rang ka mera dil hai malum nahi kya tujhko o tu hi to mera katil hai aanhke na chura tu mujhse tere dil me hi mera dil hai jara dil ki talashi de de mere dil ki ho gayi chori jara dil ki talashi de de mere dil ki ho gayi chori chori chori mere dil ki ho gayi ho gayi re haye chori aanhko ki talasahi de de mere dil ki ho gayi chori