SONG: Ankhon Ankhon Me, Tumko Chupa Ke Dekh Liya - आँखों आँखों में आँखों आँखों में तुमको छुपा के देख लिया

Ankhon Ankhon Me, Tumko Chupa Ke Dekh Liya - आँखों आँखों में आँखों आँखों में तुमको छुपा के देख लिया

LYRICS:
aankho aankho me aankho aankho me tumko chupa ke dekh liya aankho aankho me dil ki dunia me tumko bulake dekh liya aankho aankho me kasam wafa ki kasam wafa ki tumhe ham bhi pake manenge kasam wafa ki kasam wafa ki tumhe ham bhi pake manenge hum apne aap ko tumpe mita ke manenge hum apne aap ko tumpe mita ke manenge teri ulfat me teri ulfat me dil ko jalake dekh liya aankho aankho me tumhare dard ko dil se lagaye baithe hai tumhare dard ko dil se lagaye baithe hai najar ka teer kaleje se khaye baithe hai najar ka teer kaleje se khaye baithe hai kaise bhulenge kaise bhulenge tumko bhula ke dekh liya aankho aankho me tujhe khabar nahi tujhe khabar nahi tah dil se mai chahu tujhe khabar nahi tah dil se mai chahu mera to pyar majhab hai mera rab yahu mera to pyar majhab hai mera rab yahu dekho dekho ji dekho dekho ji damna bacha ke dekh liya aankho aankho me aankho aankho me tumko chupa ke dekh liya aankho aankho me