SONG: Ankhon Ankhon Me Kisi Se Baat Hui Hai - आँखों आँखों में किसी से बात हुई है

Ankhon Ankhon Me Kisi Se Baat Hui Hai - आँखों आँखों में किसी से बात हुई है

LYRICS:
aanko aanko me kisi se baat hui hai kisi se baat hui ye dil hi jaane jo dil ke sath hui jo dil ke sath hui aanko aanko me tamam raat sitaro se baat karte hai kisi ki yaad me rah rah kar yaad karte hai ye kya hua isi khyal me dhubte pigalte rahe aanko aanko me kisi se baat hui kisi se baat hui ye dil hi jaane jo dil ke sath hui jo dil ke sath hui aanko aanko me uski har baat me jaise nasha sharab ka tha jara bhi pi na thi lekin maja sharab ka tha khud apne bas me na the hum bahak rahe the kadam naa thi sharab magar, silsila sharab ka tha aanko aanko me kisi se baat hui hai kisi se baat hui aanko aanko me