SONG: Ankho Se Ankho Ka Jam Liye Ja - आँखों से आँखों का तू जाम लिये जा

Ankho Se Ankho Ka Jam Liye Ja - आँखों से आँखों का तू जाम लिये जा

LYRICS:
tu tu jam liye ja ankho se ankho ka tu jam liye ja julfo ke saye me aram liye ja ankho se ankho ka tu jam liye ja julfo ke saye me aram liye ja sun are sun are sun sun har dil ko chahat ka tu jam diye ja leta ja duaye aram liye ja har dil ko chahat ka tu jam diye ja leta ja duaye aram liye ja hone de jo aye dil kisi ko gum hai khud ko apna gum hai yahi kya kam hai hone de jo aye dil kisi ko gum hai khud ko apna gum hai yahi kya kam hai jab tak tere dam me dam hai jhum jhum ke yuhi gaye ja wo dil hai jo sabke dukho ko bate haske chunta jaye gamo ke kate wo dil hai jo sabke dukho ko bate haske chunta jaye gamo ke kate sare juthe dil apnake jhum jhum ke yuhi jiye ja ankho se ankho ka tu jam liye ja julfo ke saye me aram liye ja har dil ko chahat ka tu jam diye ja leta ja duaye aram liye ja