SONG: Ankhiyan Tarsan Lagi - अँखियाँ तरसन लगी

Ankhiyan Tarsan Lagi - अँखियाँ तरसन लगी

LYRICS:
ankhiya tarsan lagi, ankhiya tarsan lagi main to pi ke daras ki pyasi ankhiya tarsan lagi ankhiya tarsan lagi pi ke lagan ki mehandi rachayi laaz ke kajare se aakhiya sajai pi ke lagan ki mehandi rachayi laaz ke kajare se aakhiya sajai sar pe suhag ki chunari lahar ki man me sanse cham cham karte pi ke daras ki pyasi ankhiya tarsan lagi ankhiya tarsan lagi preet ki payal pyar ka angna khn khn baje mora kangana preet ki payal pyar ka angna khn khn baje mora kangana puch rahi hai mathe ki bindiya kaahe churayi mori nindiya pi ke daras ki pyasi ankhiya tarsan lagi ankhiya tarsan lagi, ankhiya tarsan lagi ankhiya tarsan lagi, ankhiya tarsan lag main to pi ke daras ki pyasi ankhiya tarsan lagi ankhiya tarsan lagi