SONG: Ankhiya Milake Tune Mujhko Hi Jeet Liya - अंखियाँ मिलाके तूने मुझको ही जीत लिया

Ankhiya Milake Tune Mujhko Hi Jeet Liya - अंखियाँ मिलाके तूने मुझको ही जीत लिया

LYRICS:
ankhiya milake tune mujhko hi jeet liya mujhko hi jeet liya ankhiya milake tune mujhko hi jeet liya mujhko hi jeet liya dil ko lubhaya tune, dil ko lubhaya dil ko lubhaya tune, dil ko lubhaya ankhiya milake tune mujhko hi jeet liya mujhko hi jeet liya haath mein chamke laali khushi ki duniya ne usko mehndi batya duniya ne usko mehndi batya o kaise bataau bhed ye sabko aaj yahan hai apna paraya aaj yahan hai apna paraya ankhiya milake tune mujhko hi jeet liya mujhko hi jeet liya dil ko lubhaya tune, dil ko lubhaya dil ko lubhaya tune, dil ko lubhaya ankhiya milake tune mujhko hi jeet liya mujhko hi jeet liya jeewan sapne ho gaye pure khil gayi ab to pyar ki kaliya khil gayi ab to pyar ki kaliya o jabse lagaya pyar ka kajal hansne lagi hai palko ki galiya hansne lagi hai palko ki galiya ankhiya milake tune mujhko hi jeet liya mujhko hi jeet liya dil ko lubhaya tune, dil ko lubhaya dil ko lubhaya tune, dil ko lubhaya ankhiya milake tune mujhko hi jeet liya mujhko hi jeet liya is duniya ke mast chaman mein roop ke lobhi bhawaro ko dekha roop ke lobhi bhawaro ko dekha o dhan ke pujari preet na jaane rang rangile choro ko dekha rang rangile choro ko dekha ankhiya milake tune mujhko hi jeet liya mujhko hi jeet liya dil ko lubhaya tune, dil ko lubhaya dil ko lubhaya tune, dil ko lubhaya ankhiya milake tune mujhko hi jeet liya mujhko hi jeet liya dil ko lubhaya tune, dil ko lubhaya dil ko lubhaya tune, dil ko lubhaya ankhiya milake tune mujhko hi jeet liya mujhko hi jeet liya