SONG: Ankhiya Mila Ke Jiya Bharma Ke Chale Nahi Jana - अखियाँ मिला के जिया भरमा के चले नहीं जाना

Ankhiya Mila Ke Jiya Bharma Ke Chale Nahi Jana - अखियाँ मिला के जिया भरमा के चले नहीं जाना

LYRICS:
ankhiya milake jiya bharma ke chale nahi jana ho chale nahi jana chale nahi jana ankhiya milake jiya bharma ke chale nahi jana ho chale nahi jana chale nahi jana jaao to jane na dungi mai rasta rok lungi jaao to jane na dungi mai rasta rok lungi ha saiya ke paiya pad jaungi ro ro ke kahungi ha saiya ke paiya pad jaungi ro ro ke kahungi ankhiya milake jiya bharma ke chale nahi jana chale nahi jana aaho ke badle aahe lena ji daga na dena aaho ke badle aahe lena ji daga na dena ha nain maane na roye roye dil ye sahe na ha nain maane na roye roye dil ye sahe na ankhiya milake jiya bharma ke chale nahi jana chale nahi jana ho chale nahi jana jane ka nam na lo raja ji dil baitha jaye jane ka nam na lo raja ji dil baitha jaye dekho ji dekho dukhi dil ki kare na haye dekho ji dekho dukhi dil ki kare na haye ankhiya milake jiya bharma ke chale nahi jana chale nahi jana ho chale nahi jana