SONG: Ankhi Jhuki Si Chal Ruki Si Ghum Hai Kha Matwala - आँख झुकी सी चाल रुकी सी, गुम है कहा मतवाला

Ankhi Jhuki Si Chal Ruki Si Ghum Hai Kha Matwala - आँख झुकी सी चाल रुकी सी, गुम है कहा मतवाला

LYRICS:
aankh jhuki si chal ruki si, ghum hai kaha matwala aankh jhuki si chal ruki si, ghum hai kaha matwala fir kabhi ye din aaye na aaye, soch raha dilwala fir kabhi ye din aaye na aaye, soch raha dilwala aankh jhuki si chal ruki si, ghum hai kaha matwala fir kabhi ye din aaye na aaye, soch raha dilwala dil me koi khalish bhi hai lab pe koi hansi bhi hai sil me koi khalish bhi hai lab pe koi hansi bhi hai socho to teri baat hai dekho to dillagi bhi hai julf udi hai tori chadhi hai khub ye dhang nikaala julf udi hai tori chadhi hai khub ye dhang nikaala fir kabhi ye din aaye na aaye, soch raha dilwala aankh jhuki si chaal ruki si, ghum hai kaha matwala fir kabhi ye din aaye na aaye, soch raha dilwala hotho ko chup lagi hai kyu, chedo na koi dasta hotho ko chup lagi hai kyu, chedo na koi dasta uljha hua hai dil kahi, aise me hosh bhi akha uljha hua hai dil kahi, aise me hosh bhi kaha hosh bhi kam kam bat bhi kam kam, aaj hai rang nirala hosh bhi kam kam bat bhi kam kam, aaj hai rang nirala fir kabhi ye din aaye na aaye, soch raha dilwala aankh jhuki si chal ruki si, ghum hai kaha matwala fir kabhi ye din aaye na aaye, soch raha dilwala dil me lagi hai aag si, isko mai man jau kya dil me lagi hai aag si, isko mai man jau kya chehre ka rang dekh lo hal mai khud batau kya jaise ke ghayal jaise ke katil, jaise ke koi matwala jaise ke ghayal jaise ke katil, jaise ke koi matwala fir kabhi ye din aaye na aaye, soch raha dilwala aankh jhuki si chal ruki si ghum hai kaha matwala fir kabhi ye din aaye na aaye, soch raha dilwala