SONG: Ankhein Chaar Hote Hote Ho Gaya Pyar Hote Hote - आँखे चार होते होते हो गया प्यार होते होते

Ankhein Chaar Hote Hote Ho Gaya Pyar Hote Hote - आँखे चार होते होते हो गया प्यार होते होते

LYRICS:
aankhe char hote hote ho gaya pyar hote hote aankhe char hote hote ho gaya pyar hote hote teri bhi ho meri bhi ho teri bhi ho meri bhi ho aankhe char hote hote ho gaya pyar hote hote hamne chupana chaha daman bachana chaha dil hi dil pe aaya ab kya kare koi ab to jamana jane apna begana jane dunia hai degi tane kyu dare koi teri bhi ho meri bhi ho teri bhi ho meri bhi ho aankhe char hote hote ho gaya pyar hote hote jano na jano raja mano na mano raja hamne kuch bhi na chaha aapke siwa mujhko jo tum na milte ye naina kaise khilte tum saiya mere dilke dard ki dawa teri bhi ho meri bhi ho teri bhi ho meri bhi ho aankhe char hote hote ho gaya pyar hote hote do din ki hai jawani dariya ka bahta pani dedo dil ki kurbani pyar ke liye baitho na man ko mare tum bhi kuch haro pyare gori gori baho ke har ke liye teri bhi ho meri bhi ho teri bhi ho meri bhi ho aankhe char hote hote