SONG: Angdai Teri Hai Bahana Saaf Kah Do Hame - अंगड़ाई तेरी है बहाना साफ़ कह दो हमें

Angdai Teri Hai Bahana Saaf Kah Do Hame - अंगड़ाई तेरी है बहाना साफ़ कह दो हमें

LYRICS:
angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke jana jana angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke jana jana teri uthti jawani pukare tera joban kisi ko lalkare teri uthti jawani pukare tera joban kisi ko lalkare dil ki dhak dhak dil ki dhak dhak ye kah rahi hai chori chori balam yaha ana chori chori balam yaha ana dil ki dhak dhak ye kah rahi hai chori chori balam yaha ana chori chori balamyaha ana angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke jana jana man man me hame na galiya do lo chali mai yaha se aji o o man man me hame na galiya do lo chali mai yaha se aji o o koi kab tak koi kab tak aiso ke paas aye jinke dil me auro ka ho thikana koi kab tak aiso ke paas aye jinke dil me auro ka ho thikana angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke jana jana jhuthi nindiya ankho me cha gayi hai yad piya pyare ki a rahi hai jhuthi nindiya ankho me cha gayi hai yad piya pyare ki a rahi hai wo jo nas nas me wo jo nas nas me bas rahe hai ye adaye unhe bhi dikhlana wo jo nas nas me bas rahe hai ye adaye unhe bhi dikhlana angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke jana jana angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke jana jana